Very nice poetry.I am sharing some of my favorite sad poetry here.Dil ki baat labon par la kar ab tak ham dukh sehte hainHam ne suna tha is basti mein dil wale bi rehte hainBeet gya sawan ka mahena mosam ne nazrain badlenLekin in payasi aankhon se ab tak aansoo behte hainAik hmain awara kehna koi bara ilzam nahiDunya wale dil walon ko aur bohat kuch kehte hainJin ki khatar shehr bi chora jin ke liye badnaam hoyeAaj wohi ham se begane begane se rehte hainWo jo abi is rah guzar se chak greban guzra thaUs awara dewane ko jalib jalib kehte hain
Thanks
Very nice poetry.
ReplyDeleteI am sharing some of my favorite sad poetry here.
Dil ki baat labon par la kar ab tak ham dukh sehte hain
Ham ne suna tha is basti mein dil wale bi rehte hain
Beet gya sawan ka mahena mosam ne nazrain badlen
Lekin in payasi aankhon se ab tak aansoo behte hain
Aik hmain awara kehna koi bara ilzam nahi
Dunya wale dil walon ko aur bohat kuch kehte hain
Jin ki khatar shehr bi chora jin ke liye badnaam hoye
Aaj wohi ham se begane begane se rehte hain
Wo jo abi is rah guzar se chak greban guzra tha
Us awara dewane ko jalib jalib kehte hain